How To Delete Video On MX Taka Tak, Delete MX Takatak Video
Doston Aaj ham baat karne Wale Hain MX takatak app ke bare mein MX takatak app mein aap apni kisi bhi video Ko kaise delete kar sakte hain.
gusy Agar aapane koi video MX takatak account mein galti se mistake se upload kar diya hai aur ab aap chahte ho ki yah video Jo galti se upload hua hai main ise delete karna chahta hun kyunki yah video mein nahin chahta yah video mere account per upload rahe main isko kisi bhi tarike se delete karna chahta hun.
To Guys is post mein main aapko bataunga kaise aap bahut aasani se apni kisi bhi video ko MX takatak app mein se delete kar sakte hain To chaliye shuru karte Hain.
SUBSCRIBE MY YOUTUBE CHANNEL MORE UPDATE
To guys MX takatak app mein apni video ko delete karne ke liye aapko karna kiya hai Sabse pahle aapko Google Play Store par jana hai aur MX takatak app ko update kar lena hai Jaise ki guys aap niche dekh rahe ho maine aapko ek image Diya hai ismein jaise ki aap dekh rahe Ho aapko Google Play Store par jakar MX takatak aap ko search karna hai uske bad mein aapko ise update kar lena hai main ise already update kya hua hai.
Jaise ki image mein dekh rahe Ho open ka option a raha hai aapke mein update ka option aaega update ka option a raha hai to aap ko ise update kar lena hai aapke mein vah sare future enable Ho jaenge jis se ki aap apni video ko delete kar sakte hain aur bhi Kai feature aapko mil jaenge,
jo bhi inhone update kiye Honge. jaise ki maine aapko bola tha ki main aapko sabse pahle batane ki koshish karunga Jaise hi iske upar mein koi update aata hai aur ismein update a chuka hai aur ab aap aasani se apni video ko delete kar sakte hain tu gas chaliye main aapko batata hun kaise aapko ismein video ko delete karna hai.
video ko delete karna bahut hi jyada aasan hai pahle aapko video ko delete karna ismein bahut hi jyada mushkil hota tha kyunki ismein koi bhi option nahin tha jisse ki ham apni video ko delete kar sakte the lekin ab ismein update ho chuka hai update hone ke bad mein vah sare option ismein enable Ho chuke hain Jin se ham apni video ko delete kar sakte hain.
To guys video delete karne ke liye aapko karna kya hai update Karne ke bad mein aapko ise open karna hai open karne ke bad mein ab aapko Me account par click Karna hai.
is per click Karne ke bad mein aapke videos yahan per a jayegi aap ki profile open ho jayegi jo bhi video ko aap delete Karna chahte ho usi video ko aapko click Karna hai video aapka play hone lagega ab uske bad mein aapko share ka option hai Share ke option per aapko click kar Dena hai click karne ke bad main aapko delete ka option dikhega jaise ki Apne niche mein dekh rahe Ho,
yahan per aapko click kar dena hai delete ke option per click karne ke bad mein ek option aur aaega yes delete aap ko fir se delete per click kar dena hai Jaise aap delete per click kar doge to aapki Jo video hai vah successfully delete ho jayegi permanently aap ki video delete ho jayegi To guys is tarike Se aasani se apni kisi bhi video ko delete kar sakte hai.
To guys ummid karta hun yah post aapko pasand I hogi koi problem ho to niche comment jarur karna aur mere YouTube channel ko jakar visit karna vahan per aapko mx takatak se related videos milati rahti hai niche link Diya Gaya hai. Thank you:
SUBSCRIBE MY YOUTUBE CHANNEL
Other Post:
Kinemaster Without Watermark Download?
PowerDirector Without Watermark Download?
Roposo App Me Video Viral Kaise Kare