Guys likes increase karne ke liye Jaise hi aap Top 4 Smm Free Instagram Likes website ko open Karenge, to aapke Samne Jo interface aaega.
yahan par aapko ek option dekhne ko milega link or login isme aapko Instagram account ka user name dalna hai, Iske baad Send option par click kar dena hai.
Click karte hi aapke samne Jo interface aayega, yahan par aapko Registration option dekhne ko milega, aapko Registeration option par click karna hai.
Click karte hi aapke samne Jo agla page aayega, yahan par aapko first option mein Email id dalni hai, aap fake email id bhi yahan par dal sakte hain.
Email id dalne ke baad niche 2 password dalne Hain, donon password bilkul sem dalne Hain, aur is tarike se dalne hai, ki jisme aapke number bhi ho, aur kuchh Aksar bhi ho.
Password dalne ke baad I am note robot par click kar dena hai, click karne ke baad Registration par click karna hai, Registration option par click karne ke baad Jo agla page aayega, yahan par aap ko Select karna hai, ki aapko kis tarah ki service leni hai.
Agar aapko Instagram service leni hai, to Instagram option par click karke niche You have free service mein Select ka jo option hai, is par click karna hai.
Select option par click karte hi aapke samne Jo interface aayega, yahan par aapko ek option dekhne Ko milta hai Send Confirmation Email Aapko is par click karna hai.
Click karte hi aapke samne ek box Aa jayega, jisme aapko ek Code dalna hai, yah code aapko aapki email id par milega, aapko apni Email par jana hai, email par aapko ek option dekhne ko milega Enter This Code aapko is code ko yahan se copy karna hai.
Code copy karne ke baad wapas website par aana hai, aur The Code ke Niche jo box hai, isme daal dena hai, Code dalne ke baad Check option par click karna hai.
Check option par click karte hi aapke samne ek message Aa jayega, Verification Link ab aapko thoda sa niche mein aana hai.
Niche mein aapko Top 4 Smm Free Instagram Likes ka ek option dekhne ko milega 100 Instagram Likes aapko iske samne Choses option dekhne Ko milta hai, aapko is par click karna hai.
Click karte hi aapke samne ek line Aa jayegi, jisme aapko apni Instagram account ki post ka link copy karke pest Karna hai, jis par aap likes increase karna chahte hain, Link pest karne ke baad Send option par click kar dena hai.