How To Download Tik Tok Video After Ban in India
Doston aaj ki is post me aapko batane wala hun, TikTok-How To Download Video On TikTok After Ban In India. Doston Jaise ki aap ko pata hai ki India mein Tik Tok Ban ho Gaya hai, ab India mein Tiktok Nahin chalega.
Aur Tik Tok ki Sath Sath 58 aur other apps bhi joki Sare Chinese app the, vah Sare ke sare Indian government Ne Ban Kar Diye Hain. Tik Tok ke sath mein vah apps bhi nahin chalenge, to ab Aise mein Hamare Indian users Jo ke Tik Tok par Apna account bana ke Rakhe the.
aur unhone apni videos ko bhi upload Karke Rakha Hai, Kafi mehnat Se aapne videos banaen aur aapane upload kiye, Kafi acche videos the, Aur kuch followers Bhi, Tik Tok pe ho gaye the.
lekin guys ab Aise men Jab Tiktok India mein ban ho gaya hai. to aap ke sare follower Sare likes Sare videos vah bhi chale gaye, yani ki aap unko access nahin kar sakte.
Download Video On TikTok After Ban In India
lekin guys aaj ki is post Me Main aapko bataunga, Kaise aap Tik Tok India mein ban hone ke bad bhi, uska use kar sakte hain, aur us per Jo aapne videos Dal Rakhe the, un videos ko aap download kar sakte hain.
Kyunki guys videos aapne bahut mehnat se Banaya, Agar aapke videos bhi Wapas a Jaate Hain To aap aur dusre platform par apni video ko Dal Payenge. vahan per aap apni video ko Dal sakte hain.
agar aap Shuru Se Hi video ko creat Karoge To aap ko Kafi Jyada time lag Jaega, lekin main aapko bataunga, aap kaise videos Ko download kar sakte ho.
Follow Download App
To wise iske liye aapko bus 2 application ki jarurat padne Wali Hai, un application ka link main aapko niche de Dunga, wo application aap Google Play Store se jakar download kar sakte hai.
bahut easily Google Play Store per aapko yah application mil jaega, sabse pahle Jo application hai vah hai flash VPN free VPN proxy, application aapko niche Mein Diya Gaya hai aapko ise download kar Lena hai.
Download Karne ke baad Ab aapko Karna kya hai, yah application ko aap ko connect Karna hai, aapko Ek option Milega connect ka aapko Usi par click kar, Dena, hai. aur yah Kuchh permission lega usko allowed Karna hai.
aur uske bad yah connect ho jaega, to is main aapko disconnect Likh Kar a Jaega Jab yah connect ho jaega to disconnect likha Hua aaega AAP yah samajh lo yah connect ho Chuka hai Yani ab aapko Kuchh Nahin Karna Hai back a Jana hai hai. ab yah to aapka kam ho gaya aur dusri application aapko niche Di gai hai.
isko vi aapko download Karna hai, download karne ke bad mein yah application sirf video download Karne ke Liye hai, iske Alava aap koi bhi application download Kar sakte hain. koi problem Nahin Hai.
How To Download Video On TikTok After Ban In India
ab aapko sabse pahle apne phone mein se Agar aapane Tik Tok download karke rakha hai to use aap ko delete karna hai aap use uninstall kar dijiye Uske bad mein aapko karna kya hai niche aapko Click Here ka option milega aapko us par click karna hai.
Tik Tok ka website open ho jaega, aur aapko is website Mein sign up kar lena hai. yaani apne account mein login ho jana hai. login ho jane ke bad Mein Aapki vah Sare videos A Jayegi. jo bhi aapke account per Pade Hain.
Jo Bhi aapane upload kiye hue hain. vah Sare videos A Jaenge aur aap apne account ko acchi tarike se access kar sakte ho. koi problem Nahin Hai, Lekin guys main aapko ya nahin bolunga ke aap iska use Karen.
Jab Hamari government Ne isko Ban Kar Diya Hai To Hamen iska use nahin karna chahie, sirf aap ismein se apni vah sari videos Ko download kar le, jismein Apne mehnat kar rakhi hai, aur vah dusre platform par Dal sakte ho, koi problem nahin hai.
Download karne ke liye aapko karna kya hai, jo bhi video aapko download karna hai, uska link copy Karke koi bhi video downloader aap me vah link jakar past kar denge, aur apni video ko download karenge. video aapka successfully download ho jaega.
SUBSCRIBE TO MY YOUTUBE CHANNEL FOR MORE UPDATES?
More Post
Tik Tok की पुरानी आईडी कैसे चालू करे बिना नंबर ईमेल के
How To Recover Tiktok Account without Email or phone number
Recover Tik Tok Account Without Facebook