VITA App For Android Free Download Latest Version, Use VITA App

VITA App For Android Free Download Latest Version, Use VITA App??

Doston aaj ki is post mein ham baat karne Wale Hain Vita editor app ke bare mein Vita editor App se aap apni video ko ek professional tarike se edit kar sakte hain vita editor app ek bahut hi powerful editor app hai jismein aap apni kisi bhi resolution ki video ko edit kar sakte hain. aur ismein aap slow motion video bana sakte hain ya FIR Jaisi bhi video aap ko edit karni hai har tarah ki video aap ismein edit kar sakte hain.

bahut aasan aur easy tarike se aap iska use kar sakte hai main aapko bataunga kaise aapko ise download karna hai aur kaise aapko iska use karna hai to pahle aap iske bare mein thoda Jaan lenge kaise aapko iska use karna hai to aap ise acchi tarike se chala payenge yani is mein apni video ko acche se edit kar payenge.

to guys Vita editor App ki ek khaas baat yah hai agar aap isko download karke iska use karte hain to is main aapko koi bhi watermark dekhne Ko nahin milta yani ye watermark free software hai agar aap kinemaster ya FIR power director ko install karte ho to usmein aap ko watermark dekhne Ko milta hai jab bhi aap apni video ko edit karte Hain To usmein ek watermark aata hai aur us watermark ko hatane ke liye aapko in dono app ko purchase karna padega yani  inko kuchh paise dene padenge watermark hatane ka.

Kinemaster Without Watermark Download?

PowerDirector Without Watermark Download?

 

lekin guys Vita editor App ki yahi ek khaas baat hai ismein aapko kuchh bhi charge nahin Dena hai isko aapko purchase nahin karna padta free mein aap iska use kar sakte hain ismein aapko watermark nahin aata hai aur har editor ki tarah is App se aap bahut hi next level editing kar sakte hain.

to guys chalo ab main aapko batata hun kaise aap iska use karenge kaise aap apni video ko edit karenge to guys pehle aap isko open karenge open karne ke bad main aapko ek bada sa bich mein Plus ka icon dekhega jaise ki aap niche me dekh rahe ho is Plus ke icon per click karke aap apni jis video ko edit karna chahte hain usi video ko aapko select kar lena hai select karne ke bad mein aapki video ke hisab se hi yah thodi si loading lega aur aapki video ismein add ho jayegi.

VITA App For Android Free Download Latest Version, Use VITA App

video jab aap ki add Ho jaati hai To uske bad mein aapko karna kya hai apni video ko edit karna hai video ko edit karne ke liye aapko apni video ko play karke yah dekhna hai ki meri video mein kahan per kharab part hai jo mujhe is video mein se cut karna hai jo bhi aapki video mein kharab part hai use kat denge. aur jo bhi Sahi part video mein dikhana chahte Hain usi part ko rakhenge.

To kisi bhi part ko kaatne ke liye aapko karna kya hai apni video par click karke play karke dekh lenge uske bad mein aapko Jahan se bhi kisi part Ko kaatna hai shuru se ya FIR last se apni video par click karenge vah position select karke uske bad mein niche main aapko split ka option dekhega split option per click karke apni video ke usi part ko cut kar lenge bich mein se part cut jaega aur usi West part per click karke use delete kar denge.

VITA App For Android Free Download Latest Version, Use VITA App

aur aise hi Jahan per bhi aapki video mein Lage ki han meri video mein yah West part hai usi part ko ISI tarike se split karke use apni video se nikal denge ab aap ki video ka fresh part bacha hai jo aap usmein kuchh effect aur sound ka use karke apni video ko ek professional tarike se edit karenge.

To guys agar aapko ismein koi music add karna hai to aap video ke niche mein option hai add music ka us per click karke koi bhi music Jo aapane apne phone mein Rakha hua hai us music ko add karke aur apni video mein use kar lenge vah aapki video mein add ho jaega.

To guys yah To kuchh basic tha aap is editor ki madad se bahut hi achi editing kar sakte hain isme aapko kafi sare effect diye gaye hain jinko aap apni video me use kar sakte hain. ab main aapko batata hun kaise aapko ise download karna hai agar aap iska use karna chahte hain apni slow motion video banana chahte Hain To uske upar mein maine video banaa rakhi hai apne YouTube channel par link aapko niche diya gaya hai.

Ab aapko ise download kaise karna hai tabhi to aap iska use kar payenge to niche mein aap dekh rahe ho ek download ka option hai aap dikh Raha hai ISI download ke option per aapko click karke download kar lena hai.

VITA App For Android Free Download Latest Version, Use VITA App

Download karne ke bad mein Jaise main aapko bataya ISI tarike se aap iska use kar lenge aur upar aapko video Diya Gaya hai is video per click karke aap is video ko watch kar lenge aur kaise aapko apni slow motion video banana hai plus fast motion video banana hai aap yah video Ko dekhkar apni slow motion aur plus fast motion video banaa sakte hain.

So I hope ki guys ye post aapko pasand aayi hai agar aapka kuchh bhi sawal ya  sujhav Ho to niche comment kar sakte hain aur aapko aur bhi post niche Di gai hai jo ki aap ke liye hai inko bhi aap read kar sakte ho.

Thank You:

 

SUBSCRIBE MY YOUTUBE CHANNEL?

Roposo App Me Video Viral Kaise Kare, Get Likes Follower on Roposo

 

Other Post:

Kinemaster Without Watermark Download?

PowerDirector Without Watermark Download?

How To viral video on Instagram

Roposo App Me Video Viral Kaise Kare

How To Delete Video On MX Taka Tak

How To Use MX Taka Tak App

 

Leave a Comment