YouTool App For YouTubers-Get Subscribers and Views?
So, what’s up guy’s aaj ki is post me ham Baat Karne Wale Hain YouTool app ke bare main.
What is YouTool app?
YouTool app ek bahut hi achcha app hai agar aap ek new YouTube per ho ya FIR aap ek old YouTube per Ho donon ke liye YouTool app ek bahut hi Best app hai.
kyonki ismein aapko aise aise features milte Hain Jo ki aap ke channel ko grow karne mein madad karte hain subscriber ko badhane mein madad karte hain aapki video ko viral Karne mein aapki madad karte Hain aur aapko ismein kafi sare features milte Hain Jo ki har ek YouTuber Ko in features ki jarurat padati hai har YouTuber ke liye Ye ek best app hai iski sabko jarurat padati hai.
More Post?
Kinemaster Without Watermark Download?
PowerDirector Without Watermark Download?
To aaj kis post mein ham baat karenge YouTool aap ke bare mein pura detail mein kaise aap is se apni video ko viral karenge aur kya kya ismein aapko features milenge kis tarike se ye kam Karega sab kuchh har EK feature ke bare mein main aapko batane wala hoon, aur sath hi sath main aapko to bataunga Kaise aapko download Karna hai.
To First sabse pahle ham iske kuchh highlight features ke bare mein jaan lete Hain.
HIGHLIGHT FEATURES?
- Thumbnail Downloader?
- Subscribers Count?
- Description Maker?
- Tags Extractor?
- Random Comment Picker?
- Earning Count?
ismein aapko ye sare features mil jate hai thumbnail downloader subscriber count description maker tag extractor random comment picker to yah ismein aapko kuchh features milte Hain ab main aapko batata hun kaise aapko har EK features ka use karna hai aur yah kis tarike se Kam Karega.
THUMBNAIL DOWNLOADER?
1-first agar aapko kisi video ka thumbnail download karna hai to just aapko usi video ka link copy kar lena hai kisi ki bhi video ka aapko download karna hai to usi video ka aapko link copy karke aur thumbnail downloader option per aapko click karke usi link ko aapko past kar dena hai aur uske bad mein search karenge video ka thumbnail aayega aur uske bad aap us thumbnail Ko download kar sakte hain.
SUBSCRIBERS AND EARNING COUNT?
2-Second ki baat karte Hain agar aap kisi channel ke subscribers aur earning ko count karna chahte hai channel ke subscribers kitne hain is channel ki earning kitnihoti hai to bus aapko Karna kya hai usi Channel ka link aapko ko copy Karna hai.
aur Aakar subscriber count option per click karke vah link ko past kar denge aur uske bad mein aapko vah us channel ke sare subscribers Aur us channel ki kitni earning ho rahi hai wo sab aapko dikha dega real-time kitne subscriber hai kitni earning hai.
DESCRIPTION MAKER?
3-third option ki Baat Karte Hain agar aap koi video bana rahe hain koi Topic aapke mind mein aaya to uske liye aap title aur description is option ki madad se pahle hi bana sakte hain discription maker mein aap apni video ka title aur yahan per aap apni video ka description type karke save kar sakte hai.
aur Jaise aap video bana loge uske bad mein aapko yahan se copy karke apni video mein title aur description jakar bus dal dena hai to yah aap pahle hi ismein note kar sakte hain jo ki kafi achcha feature hai.
har Youtube ko iski jarurat padati hai achha sa title aur description lekar pahle aap yahan per add kar sakte hain aur uske bad mein apni video mein use kar sakte hain.
TAGS EXTRACTOR?
4-4th option ke bare mein baat karte hain agar aapane koi video banaya kisi topic per to uske liye aapko best tag bhi lagana hoga to hi aapki video viral Ho payegi agar aapko apni video ko viral karna hai to usmein best tag hona chahie tags aapko ache se lagana hai to Tags acche se lagane ke liye aapko karna kya hai.
jis bhi topic par aapka video hai use jakar search karo YouTube per uske bad mein Jo bhi video aap ka sabse top per aata hai search result main aapko kya karna hai just usi ka koi link copy karke tag extractor main aapko dal dena hai use video ke sare tags nikal kar de dega us person ne kya kya tag ka use kiya hai aur unhen tag ko aap apni video mein use kar sakte hain.
aapki bhi video viral hogi uske sath sath aur aap kisi bhi video ka tag aapko copy karna hai to isi tarike se bus link copy karenge tag extractor option per click karke uska link dal denge aur just ek minute mein sare tag aapko us video ke nikal ke de dega, kya kya usne apni video mein tags use Kiya hai.
RANDOM COMMENT PICKER?
5-fifth baat karte hain 5 option ki joki most important option hai jo ki sab YouTubers ke liye kafi jyada useful hota hai agar aap apne channel par koi giveaway kar rahe ho ya FIR channel promotion kar rahe ho to uske liye aapko random comment picker se 1 winner find karna hota hai to yahan per yah bhi aapko option Diya Gaya hai.
Google Adsense PIN Not Received
How To Fix You Already Have An AdSense Account
random comment picker just aapko usi video ka jisme Apne giveaway ya FIR aapane promotion kiya hai to uska link copy kar lenge aur aapko yahan par dal denge link dalne ke baad search karenge To random comment picker Apne aapse ek random winner aapko nikal kar de dega. aapko alag alag browser mein nahin jana padega yahi per aapko sare option mil jate Hain Jo ki 1 YouTuber ke liye kafi jyada helpful hote hain.
random comment picker se aap 1 winner chun sakte hain jo ki kafi achcha option ismein Diya Gaya hai yah Jo app hai ismein mere ko sare option pasand aaye kyunki yahan per har option ki mujhe jarurat hai.
aur har ek YouTuber ki isko jarurat hoti hai to yah application kafi jyada important hai is tarike se aap apni video ko viral kar payenge aur jab ivideo mein acche se title tag aap Laga loge to aap ki video viral hogi aur uske sath sath aap ke subscribers bhi badhenge.
To Guy’s ye sab kuchh tha is YouTool app ke bare mein ab baat karte hain aapko ise download kaise karna hai kaise aapko ise apne phone mein install karna hai to niche main aapko download ka option Diya gaya hai ISI download ke option per click karke aapko ise download kar lena hai.
So I hope ke guys Ye post aapko pasand aayi hai aur niche aapko aur bhi post de gai hai jo ki aapke liye kafi jyada Helful ho sakti hai aapko in ki jarurat hai to niche mein jo post hai unko bhi aap read kar sakte hain.
Thank you:
SUBSCRIBE MY YOUTUBE CHANNEL MORE UPDATES??
Other Post:
Google Adsense PIN Not Received
How To Fix You Already Have An AdSense Account
Kinemaster Without Watermark Download?
PowerDirector Without Watermark Download?