How To Recover TikTok Account Without Email or Phone Number?
Doston aaj ki is post me ham baat karne walen hain, Recover TikTok Account Without Email or Phone Number. Dosto agar aapka ka Tiktok account delete ho gaya hai. ya FIR Galati se log out ho Gaya hai. aur ab Vah aapke phone mein login Nahin hai.
aur, aapane apne account ko recover Karne ki koshish bhi Ki Kisi tarike se mere jo Purana delete Hua account Hai, vah Kisi tarike se open ho Jaye lekin, wo log in, Nahin ho Raha hai.
Old Account Not Log in?
Jab Bhi aap apna account recover Karte ho, aur usmein jo aapane koi bhi recovery system dala hai, Jaise ki mobile number, Gmail, ya FIR Facebook, account Instagram, account ya FIR Aur Bhi Kai social media account hote hai Unse aapane Apna account Banaya Hoga.
To Jab Bhi aap kisi account se login karne ki koshish karte ho, to vahan per Ek Naya account ban jata hai, ya FIR vah galat Bata deta hai Kehne Ka Matlab Hai Kisi bhi tarike se aapka account login Nahin ho raha hai. Tik Tok की पुरानी आईडी कैसे चालू करे बिना नंबर ईमेल के
Why is the account not recovering?
Ab main aapko bata hun aapka account Kyon login Nahin ho raha hai, dekho ek baat to yah Hai. yaa to aapko pata hi nahin hai, maine Kis chij Se Apna account banaya tha. mobile number, Gmail, ya FIR Koi social media account.
ya FIR aapko Pata bhi hai ki main Apna account Kis chij Se banaya tha, lekin ab vah aapke pass Mein Nahin Hai. yaa to Aapka recovery mobile number jis se bhi aapane apna Tiktok account banaya tha, vah mobile number aapka kho gaya,
ya FIR aapka Jo Facebook account hai vah block ho gaya hai. ISI tarike se jo aapka Instagram hai ya FIR twitter Hai, vah bhi aapka block ho gaya hai.
ya FIR aap un account ko hi recover nahin kar pa rahe ho. ya FIR ISI tarike se Agar aapka Gmail Hai to aap usko hi recover nahin kar pa Rahe Ho. Jo aapka Gmail Hai, Jis Gmail se aapne apna Tiktok account banaya Tha.
Ab Aap Kaise Apne delete Hue account ko recover Kar Payenge, Kyunki OTP to Usi per Jayega aur vah aapke pass main nahin hai. isliye aapka vah account recover Nahin ho Raha hai.
How To Recover TikTok Account Without Email or Phone Number?
lekin guy’s tension nahi lena, main aapko bataunga, Kaise aap Bina Kisi recovery system ke apne purane delete Hue account ko Dobara se chalu kar sakte ho. Dobara usko recover kar sakte ho. Puri detail Mein Main aapko bataunga.
Dekho Jab Bhi aapka Tiktok account delete ho jata hai. aur aapke pass mein uska koi recovery system bhi nahin hota hai, to Aise case Mein Hamen Tik Tok team, se baat karni padati hai Kyunki Bina Tiktok team se baat kiye Hue Hamara account recover Nahin ho sakta. Kyunki hamare pass mein koi recovery system Nahin Hai.
Contact Tik Tok Team Recover account
Ab Main aapko bataunga Kaise aapko Tiktok team se baat karni hai. aur kaise Apne account ko recover karna hai. aaj ki is post Mein Main aapko bata raha hun Agar aapka account gmail id se banaa hua tha, lekin vah Gmail ID aapke pass Mein Nahin Hai, To Kaise aap Tiktok team ko message Karke Apne Tiktok account ko recover Karenge.
Agar aapka account mobile number se Bana Hai, Ya FIR Kisi Aur social media account se to Uska Bhi Main solution bataunga. pahle ise Dekho isko Kaise recover karna hai. Dekho niche Jo message aapko Diya gaya hai, is message ko aap copy kar lo.
Dear Tiktok Team My Tiktok Account is not recovering, Recovery Email is lost, Account Username (yetechnology) Please Help Recover My Account, This account I have requested a lot, please help my account, recover as soon as possible.
Change Username?
copy karne ke bad ismein Jo username Hai, vah Mera username hai ye aapko Hata kar apna username dalna Hai. yani username bole to Tiktok ID ka name. ok,
aapko copy karne ke baad apni ID ka ek screenshot aapko Le lena hai theek hai, uske bad Mein Ab aapko is message ko Tiktok ko send karna hai. kaise bhejna hai vah dekho.
Send Messeage TikTok Team
- Open TikTok Click Me Account
- Click The Right Side Up 3 Dot
- Click The Report A problem
- Click Right Side Corner Note Pade
- Click Tell Us Your Feedback
- Past Messages & Profile Screenshot, Click Report
Reply Your Message TikTok Team
guy’s aapane Jo message bheja hai, vah successful Tiktok team ke pass mein pahunch Gaya hai. ab aapko reply aane mein 24 ghante ya fir 2 se 3 din lag jaenge, Aisa nahin hai ki reply aapko turant a Jaega ismein thoda sa time lagta hai.
Tiktok reply thoda let Karta Hai To iske liye aapko Agar 24 ghante mein message ka reply nahin aata hai. to aapko dobara Se Vahi same message bhej dena hai. Dobara jab tak reply Nahin Aata.
message bhejte Rehna hai, aur Jaise hi reply a jata hai Uska aapko reply kar dena hai. jo bhi information unhone aapse Manga Hai, aur aapka Jo Tiktok account hai vah recover ho jaega login ho jaega.
Tik Tok Team Message Ka Kiya Reply Kare?
vaise Iske Upar mein jo Tiktok team ki taraf se message aapko aata hai. Iske Upar Me Maine Apne YouTube channel per videos Dala Hua Hai. link aapko YouTube Channel ka niche mil Jaega. jakar visit kar sakte ho.
aur jo message aaya hai uska reply kar sakte ho. ab niche aapko Ek post Diya gaya hai agar aapka mobile number se banaa tha, to aapko kis message ko bhejna hai niche post aapko diya Gaya Hai. is post ko aap read karo aur ismein jo bataya gaya hai, usi chij ko follow karo aapka account recover ho jaega.
SUBSCRIBE TO MY YOUTUBE CHANNEL FOR MORE UPDATES?
Tik Tok की पुरानी आईडी कैसे चालू करे बिना नंबर ईमेल के