How To Make Private Account on MX Takatak App?
Doston aaj ke is post mein ham baat karne Wale Hain kaise aap MX takatak app mein Apne account ko private kar sakte hain Apne kisi bhi video ko private kar sakte Hain,
Aur guys abhi tak agar aapke MX takatak app mein search ka option enable nahin hua hai yani aapko search ka option nahin mila hai hai to maine uske upar mein pahle hi article dal Diya hai us article ko jakar read karna niche main aapko Diya Gaya hai. is article ko jakar read karna aur apne mx takatak app me seacrh ka option aap enable kar sakte hain.
MX Takatak Me Search Kaise Kare?
so guys ab baat karte hain aapko Apne account ko Kaise private Karna hai apni kisi bhi video ko private karna Ha, To guys waise Abhi Tak aapane kafi sare videos YouTube per dekhi hogi ya FIR aapane kafi sar article read kiye honge Jin main aapko bataya Gaya hai kaise aap apne account ko private kar sakte hain.
lekin guys jab aap Vah Tarika apna te ho to aap ka account private nahin hota aapki koi bhi video private nahin Hoti kyunki guys vah sari videos vah sar article fake hai aur guys main bhi aapka time wast nahin karna chahta kyunki mein Jo article ya FIR videos banata hun vah ekadam hundred percent genuine hote hain kyunki guys MX takatak app mein abhi tak koi bhi Aisa update nahin kiya jisse ki aap apne account ko apni ID ko private kar sakte hain apni kisi video ko private kar sakte hain.
Kinemaster Without Watermark Download?
PowerDirector Without Watermark Download?
lekin guys jab aap yahan per aa hi gaye ho to is article ko read karo main aapko bataunga kaise aap apne account ko private kar sakte hain so guys dekho chahta to main bhi aapke account ko private karne ki fake tricks main aapko Bata deta ya FIR kuchh bhi ulta seedha Bata deta jisse ki aap ka time wast hota.
Lekin me aapko sabse pehle batane ki koshish karunga jab bhii isme koi update kiya jayega isi post me main aapko uska link dal dunga aur me be ho sakta hai ki wo post ka link maine dal diya ho aap is post ko let read kar rahe ho jake ik baar check karna lekin pehle post ko complete read karo bahut kuch information aapko milega.
guys main aapko yahan per bata raha hun koi aisa option nahin hai koi bhi Aisa update abhi tak nahin kiya Gaya jis se ki aap apne account ko private kar sakte hain,lekin guys yahan per main aapko sabse pahle bataunga Jaise hi ismein koi update kiya jaega Apne account ko kaise private kar sakte hain hamare YouTube channel ko jakar visit kar sakte ho niche aapko link Diya Gaya hai.
SUBSCRIBE MY YOUTUBE CHANNEL?
vahan per main videos dal Dunga jakar mere channel ko subscribe kar lena, aur agar aap apni kisi video ko delete karna hai iske upar bhi pahle hi mein post dal chuka hun aur videos bhi dal chuka hun tu is post mein bus main aapko yahi batana chahta tha ki koi bhi Aisa update nahin kiya Gaya lekin main aapko sabse pahle bata dunga mere YouTube channel ko jakar visit karna aur yahan par main post bhi dal Dunga iske upar Jaise hi koi update kiya jaega.
so guys is post se aapki koi help to nahin Hui hai Lekin Main help karne ki puri koshish karunga ek do din mein ismein update a jaega To main aapko bata dunga niche aapko us post ka link mil jayega.
Thank you:
Other Post:
MX Takatak Me Search Kaise Kare?
Kinemaster Without Watermark Download?
PowerDirector Without Watermark Download?
How To viral video on Instagram
Roposo App Me Video Viral Kaise Kare