How To Recover Tik Tok Account Without Facebook Account
Doston aaj ki is post me ham baat karne wale hain, Recover Tik Tok Account Without Facebook-2021. Agar aapka Tiktok account delete ho gaya, ya FIR galti se mistake se aapke phone se log out ho gaya, aur ab vah account aapka recover Nahin ho raha hai.
aur aapne jo usmein recovery system dala that, jo ki aapke Facebook account Se Bana Tha, Jo aapka Tiktok account hai. lekin ab vah Facebook account ya to Aapka block ho gaya, ya FIR Aisa ho sakta hai ki aapko pata hi Na Ho ki yaar main kaun si Facebook account se isko banaya tha.
ya FIR vah Facebook account aapka recover Nahin Ho Raha Hai. Tu Jab vah Facebook account aapke pass Mein Nahin Hai. To Aise mein aap apne Tiktok account ko kaise recover kar Payenge, kiyonki wo facebook account aapke pass hai nahi. jis account se aapka tiktok account bana tha.
How To Recover Tik Tok Account Without Facebook Account
lekin Guys aaj ki is post Mein, Main aapko bataunga, Kaise aap Bina Kisi recovery system ke apne purane delete Hue Tiktok account ko dubara se Kaise chalu kar sakte ho. usko Kaise Dobara se login kar sakte ho.
Dekho Aise Mein Jab Bhi aapka Tiktok account delete ho jata hai, aur aapke pass mein koi uska recovery system Nahin Hota Hai. To Aise Mein Hamen Tik Tok team se baat karni Hoti Hai, Kyunki Bina Tiktok team se baat kiye Hue aap apne account ko recover nahin kar sakte. Kyunki aapke pass mein koi recovery system Nahin Hai.
main aapko bataunga Kaise aapko Tiktok team se baat karni hai. kya unko message bhejna hai, sab kuch pura detail Mein Main aapko bataunga, Dekho niche main aapko ek message Diya Gaya Hai.
Copy This Message Recover Tik Tok account
Dear Tiktok Team, My Tiktok account is not recovering. I created my account from Facebook but now it is not a Facebook account, that account has been blocked. Now how do I recover my account? Account username (yetechnology) These accounts are very important to me. Have please help recover my account please as soon as possible. Thanks
yah Jo message hai vah aapko copy kar lena hai, aur ismein jo username Diya gaya hai vah meri ID ka username hai. yani username bole to Tiktok ID ka name aapko usmein Se vah hatakar apni Tiktok ID ka name dalna hai.
aur uske bad main aapko apni Tiktok ID ka ek screenshot Le lena hai. aur uske bad main aapko tiktok team ko yah message ko send karna hai. kaise karna hai pahle vah Dekho.
Send Messeage Tik Tok Team
- Open TikTok Click Me Account
- Click Right Side Up 3 Dot
- Then Click Report A problem
- Click Right Side Corner Note Pade
- Click Tell Us Your Feedback
- Past Messages & Profile Screenshot, Click Report
Successfully Send Message Tik Tok Team
To guys successfully, aapane Jo message Tiktok ko bheja hai, Vah TikTok team ke paas mein pahunch gaya hai. ab vah aapki account ko Lekar aapko reply Karenge, aur aap is message ka Dobara se reply kar denge jo bhi aap se unhone information Manga Hai. to Aapka Jo account hai Vah successfully recover ho jaega.
Jo message aapko Tiktok Se aata hai Iske Upar Me Maine Apne YouTube channel per bhi videos Dala Hua Hai. niche aapko YouTube Channel ka link mil Jaega, jakar aap vahan per bhi visit kar sakte ho. kya reply karna hai.
SUBSCRIBE TO MY YOUTUBE CHANNEL FOR MORE UPDATES?
More Post
Tik Tok की पुरानी आईडी कैसे चालू करे बिना नंबर ईमेल के
How To Recover Tiktok Account without Email or phone number